Song Info:
Song Name: Aahista Aahista
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
OST: Aahista Aahista
Cast: Mawra Hussain, , Sheroz Sabzwari, Jawaid Sheikh, Sarwat Gillani, Adnan Siddiqui
Directer: Haseeb Hassan
Aahista Aahista Song Lyrics By Rahat Fateh Ali Khan
Yeh saans to chal rahi ha ab tak
Magar meri zindagi kahan hai
Na janay kesi khata hui ha
Keh ik shikanjay main meri jan hai
Nikal jaye ge jaan Ahista Ahista
Ahista Ahista , Ahista Ahista
Zuban kat'ti hai is nagar mein
Yahan koi jo zuban kholey
Hai kon mera kissi say bolo
Jahan bhi jaao jisay bhi dekho
Wo is sitamgar ka tarjaman ha
Na jana kaisi khata hui hai
Keh ik shikanjay main jeri jaan ha
Nikal jaye ge jan Ahista Ahista
Ahista Ahista , Ahista Ahista.....
Yeh kaisi qurbat ki aag hai jo
Wujood mera jala rahi ha
Jo mere hissay main raat aai
Paraye Sapnay dikha rahi ha
Ho na rastay hain na manzilain hain
Na humsafar mujh per meherban ha
Na janay kesi khata hui ha
Keh ik shikanjay main jeri jaan ha
Nikal jaye ge jan Ahista Ahista
Ahista Ahista ,Ahista Ahista ....
Yeh ishq bacha yeh ishq mamta
Yeh ashq hai jo nahi ha thamta
Gaya nahi meri zindagi say
Jo pehle din ik khata ka gham tha
Ho na koi aghaz na hai anjaam
Yahi to meri dastan ha
Na janay kesi khata hui ha
Keh ik shikanjay main jeri jaan ha
Nikal jaye ge jan Ahista Ahista
Ahista Ahista,Ahista Ahista

Post a Comment