Song :: Theher Ja
Music :: Saurabh Kalsi, Mikey Mccleary, Shamir Tandon
Singers :: Abhijeet Deshpande
Theher Ja Meharmaan Lyrics
Theher Ja Meharmaan
Adhoori Meri Daastan
Wohi Kami, Wohi Nami
Hai Bujha Sa Aashiyan
Zindagi Se Main Jagi
Qismatain Galat Rahin
Intezar Ishq Ka
Meharbaan Tu Theher Ja
Yaadon Ka, Khayaalon Ka
Guzar Gaya Hai Qaafila
Ruk Gayi Yeh Zameen
Simat Gaya Hai Samaa
Intezar Ishq Ka
Meharbaan Tu Theher Ja
Sawal Se Jawab Tak
Fasla Yeh Thehar Ja
Zindagi Se Main Jagi
Qismatain Galat Rahin
Intezar Ishq Ka
Meharbaan Tu Theher Ja
Meharbaan Tu..Theher..Ja..

Post a Comment