Tumhein dillagi bhool jani paray ge Lyrics
Listen Online Tumhein Dillagi Bhool Jani Paregi Mp3
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Tarapnay pay meray na phir tum hanso gay
Kabhi dil kisi say laga kar to dekho
Honton k pass aye hansi kia majaal hai
Dil ka maamla hai koi dillagi nai
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Zakhm pay zakhm kha kay ji
Apnay Lahoo K Ghoont Pee
Aah Na Kar Laboon Ko See
Ishq Hai Dillagi Nahi
Dillagi Bhool jani paregi
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Dil laga kar pata chaly ga tumhein
Aashqui dillagi nahi hoti
Dillagi Bhool jani paregi
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Kuch khail nahi hai ishq ki laag
Pani na samajh yeah aag hai aag
Dillagi Bhool jani paregi
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Khoon rulaey ge yeah lagi dil ki
Khail Samjho na dillagi dil ki
Yeh ishq nahi aasan bus itna samajh li-jay
Ik aag ka darya hai aur doob kay jana hai
Dillagi Bhool jani paregi
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Tarapnay pay meray na phir tum hanso gay
Kabhi dil kisi say laga kar to dekho
Wafaon ki hum say tawwaqu nahi hai
Magar aik baar aazma kar to daikho
Zamanay ko apna bana kar to daikha
Hamain bhi tum apna bana kar to daikho
Khuda kay liye chor do ab yeah parda
Khuda kay liye chor do ab yeah parda
[[Rukh say naqaab utha ke to dekho]]
[[Bari Dair ho gai]]
[[Mahool ko Tilawat-e-Quran kiye howe]]
Khuda kay liye chor do ab yeah parda
Ke hain aj hum tum nahi ghair koi
Shab-e-Wasl bhi hai hijaab is qadar kyiun
Zara rukh say aanchal jata kar to daikho
Jafai'en bohat kiin bohat zul dhaey
Kabhi ik nigah-e-karam is taraf bhi
Hamesha houwey daikh kar mujh ko barham
Kisi din zara muskara kar to daikho
Agar chay isi baat per wo khafa hain
To acha yehi hai si kar lo
Woh manain na manain yeh marzi hai unki
Magar unko purnam mana kar to daikho
Tumhein dillagi bhool jani paray ge
Muhabbat ki raahon mein aa kar to dekho
Download Tumhein Dillagi Bhool Jani Paray Ge Mp3

Post a Comment