Here are the lyrics of Dekh kar tujhko main gham sung by Ustaad Faiz Ali Faizi Qawaal in the form of qawali and also sung by Ustad Ghulam Abbas in old Pakistani Movie Mehmaan. The composition of this is in Raag Darbaari. Enjoy the lyrics and Download Mp3 Dekh kar Tujhko Main GHam Dil Ke Bhula Deta Hun.
[Bhool sakta nai dil mera muhabbat teri]
[Ajj jo kuch bhi hoon main, yeh hai enayat teri]
Dekh kar tujhko main gham dil ke bhula deta hon
Raat din tujhko main jeene ki dua deta hon
[Tu ne nigah shoq se dil jagmaga dia]
[ma kia tha or tune muhe kia bana dia]
Dekh kar tujhko main gham dil ke bhula deta hon
Raat din tujhko main jeene ki dua deta hon
[Khud e badal gaya mera mahol zindagi]
[Jab mane aastan per tere sir jhuka dia]
Dekh kar tujhko main gham dil ke bhula deta hon
Raat din tujhko main jeene ki dua deta hon
Ehsaan kia ha apne mujh badnaseeb per
dil ko jo zakhm k qabil bana dia
Dekh kar tujhko main gham dil ke bhula deta hon
Raat din tujhko main jeene ki dua deta hon
Tere honton pe naye phool khilane k liye
Tujh ko duniya main juda sab se banane k liye
Payaar apna teri aankhon mein saja deta hon
Dekh kar tujhko main gham dil ke bhula deta hon
Payaar apna teri aankhon mein saja deta hon
Dekh kar tujhko main gham dil ke bhula deta hon
Dekh kar tujhko main gham dil ke bhula deta hon
Dekh kar tujhko main gham dil ke bhula deta hon
Raat din tujhko main jeene ki dua deta hon
Cheen sakta nai ab mujh se mera payar koi
Chhen sakta nai ab mujh se mera payar koi
Payaar ki raah main aye ge na deewar koi
Main qasam kha ke zamane ko bata deta hon

Post a Comment