Song | Bismil |
Singer | Sukhwinder Singh |
Music | Vishal Bhardwaj |
Film/Album | Haider (2014) |
Lyricist | Gulzar |
Music Label | N/A |
Year | 2014 |
Bismil – Haider Song Lyrics & Mp3 Download
Bismil Bismil Bulbul-e-bismil
Mat mil mat mil Gul se mat mil
E Bismil Bismil Bulbul-e-Bismil
Mat mil mat mil Gul se mat mil
Bismil Bismil Bulbul-e-Bismil
E dil-e-bulbule Bulbul-e-Bismil
Mushkil dil bhi muskil hoti hain
Dil dhadke dil dhadke toh
Dil dhadke dil dhadke toh
Dhadake dil bhi harakne dil hoti hain
Khushbuain gul mein, ishq bhara hai
Mat mil mat mil Gul se mat mil
E Bulbul-e-bismil
Mat mil mat mil Gul se mat mil
E Bulbul-e-bismil
Sun le zamana samjhata hu
Teri kahaani dohrata hoon
Aye dil-e-bulbul Bulbule bismil
Aye dil-e-bulbul Bulbul-e-bismil
Ik joda tha Nar-Mada ka
Bholi thi Bulbul Nar sada tha
Ik joda tha Nar-Mada ka
Bholi thi Bulbul Nar sada tha
Barf gira karti thi
Jab bhar jaati thi kausaaron mein
Ik baaz bada badniat tha
Haan ik baaz bada badniat tha
Uddta tha sab ja ja zarron mein
Pankhon me uske maut chhupi thi
Mehfil mehfil dhoond raha tha
Mehlon ki manzil
Mehfil mehfil dhoond raha tha
Mehlon ki manzil
Bulbul ke khwabon mein jakar
Zehar ke dank lagaye the
Khushbu-e-Gul me Zehar bhara
Or mada ko bhijwaaye the
Zehar ke dank lagaaye the
(Bulbul ke khwabon mein jakar)
Mada ko bhijwaaye the
(Zehar ke dank lagaye the)
O o.. waadi me chidka baarod
Dil me jaal bhichha daale
Chhuriyon se bechare ke
Chhuriyon se bechare ke
Dono pankh kata daale
Are dil dil dil dil jhoot kahe ye
Jhoot kahe buzdil
Mat mil mat mil Gul se mat mil e Bulbul-e-bismil
E Bulbule bismil
E Bulbule bismil
Zakhmi nar ko kaid kiya (kaid kiya, kaid kiya)
Zanjeeron mein bandhwaya
Aaramula ke Shripur se
Phir Paali mein phikwaya
Zehlum.. Zehlum..
Laal laal hua laal laal hua laal laal hua laal
Zehlum.. Zehlum..
Laal laal hua laal laal hua laal laal hua laal
Kashmir ke paani ki taaserein
Khul gayi zanjeerein takdeerin
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sarminda hoga
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sarminda hoga
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sarminda hoga
Hosh mein aa ja, Hosh mein aa ja
E Bulbul-e-bismil
E Bulbul-e-bismil
Khushbuye Gul me Zehar bhara hai
Hosh mein aa ja, hosh mein aa ja
E Bulbul-e-bismil
Hosh mein aa ja, hosh mein aa ja
E Bulbul-e-bismil
Bismil Bismil Bulbul-e-bismil
Mat mil mat mil Gul se mat mil
E Bismil Bismil Bulbul-e-Bismil
Mat mil mat mil Gul se mat mil
Bismil Bismil Bulbul-e-Bismil
E dil-e-bulbule Bulbul-e-Bismil
Mushkil dil bhi muskil hoti hain
Dil dhadke dil dhadke toh
Dil dhadke dil dhadke toh
Dhadake dil bhi harakne dil hoti hain
Khushbuain gul mein, ishq bhara hai
Mat mil mat mil Gul se mat mil
E Bulbul-e-bismil
Mat mil mat mil Gul se mat mil
E Bulbul-e-bismil
Sun le zamana samjhata hu
Teri kahaani dohrata hoon
Aye dil-e-bulbul Bulbule bismil
Aye dil-e-bulbul Bulbul-e-bismil
Ik joda tha Nar-Mada ka
Bholi thi Bulbul Nar sada tha
Ik joda tha Nar-Mada ka
Bholi thi Bulbul Nar sada tha
Barf gira karti thi
Jab bhar jaati thi kausaaron mein
Ik baaz bada badniat tha
Haan ik baaz bada badniat tha
Uddta tha sab ja ja zarron mein
Pankhon me uske maut chhupi thi
Mehfil mehfil dhoond raha tha
Mehlon ki manzil
Mehfil mehfil dhoond raha tha
Mehlon ki manzil
Bulbul ke khwabon mein jakar
Zehar ke dank lagaye the
Khushbu-e-Gul me Zehar bhara
Or mada ko bhijwaaye the
Zehar ke dank lagaaye the
(Bulbul ke khwabon mein jakar)
Mada ko bhijwaaye the
(Zehar ke dank lagaye the)
O o.. waadi me chidka baarod
Dil me jaal bhichha daale
Chhuriyon se bechare ke
Chhuriyon se bechare ke
Dono pankh kata daale
Are dil dil dil dil jhoot kahe ye
Jhoot kahe buzdil
Mat mil mat mil Gul se mat mil e Bulbul-e-bismil
E Bulbule bismil
E Bulbule bismil
Zakhmi nar ko kaid kiya (kaid kiya, kaid kiya)
Zanjeeron mein bandhwaya
Aaramula ke Shripur se
Phir Paali mein phikwaya
Zehlum.. Zehlum..
Laal laal hua laal laal hua laal laal hua laal
Zehlum.. Zehlum..
Laal laal hua laal laal hua laal laal hua laal
Kashmir ke paani ki taaserein
Khul gayi zanjeerein takdeerin
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sarminda hoga
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sarminda hoga
Zinda hai woh zinda hoga
Mujrim bhi sarminda hoga
Hosh mein aa ja, Hosh mein aa ja
E Bulbul-e-bismil
E Bulbul-e-bismil
Khushbuye Gul me Zehar bhara hai
Hosh mein aa ja, hosh mein aa ja
E Bulbul-e-bismil
Hosh mein aa ja, hosh mein aa ja
E Bulbul-e-bismil
Post a Comment